Hum mast Hain hum past hain
Humein maro bhai maro .....
Ulfat...
chespa
New to this world✌️
-
-
chespa 14w
Allah talaah surah inshiqaq mai farmate hain mai unlogu k hisaab mai aasani karuga Jinhune duniya mai apni galtiyu pe parda kiya.
Subahan allah dusru ki galtiyu ka zikir nhi howa par apni hi galtiyu ko chupane ka kaha....
So please hide your sins from your friends or with whom you are sharing it. -
Kis hak se kahu mai musalmaan hu
Ab toh insaaniyat bhi nhi mere zahan mai
Ek had Jo thi wehshat ki, wo bhi par karli
Zulum humne jab kiya apni hi behan par
Shram Saar hai zamana ab kaise muh hum chupaye
Jis beti k lye humare Nabi(SAW) ne aansu the bahaye
Is zaat ko mitane mai koie kasar nhi chodi
Kabi zinda hi dafnaya toh kabi zindu ko jalaya
Beshak ab kahar mere rabb ka hoga
Phr chaye is darinde ko sari duniya bhi bachale
Ulfat... -
Muflis Jo agr tann ki kaba bach raha hai
Waiz bhi toh mimbar pe dua bach raha hai
Donu ko hai darpash swaal apne shikam ka
Ek apni khudi, ek khuda bach raha hai -
chespa 15w
Kirdar mai mere bhle adakariyan nhi hain
Garoor hai, khudari hai, par makariyan nhi hain -
chespa 15w
Phle ghumrahi thi aur ibadat nhi
Ab jab ibadat hai phr ghumrahi kaisi❤️
Ulfat... -
We are authors of our own book
Try to ink it beautifully
Ulfat... -
chespa 16w
Why we get scared to share something about deen. We should be proud that I am born muslim and I am practicing it❤️❤️❤️
Char dostu mai baith, kufar ki batein khoob karli
Par afsos Jab azaan howi, tab nimaz k lye keh na saka
Ulfat... -
Tum seerat ki yu baat na Karo
Hum ne dekhe husan k jalwe hain
Jaha insaan bikka kasme khakar
Waha emaan bhi kitne saste hain
Ulfat... -
chespa 16w
I don't write, I bleed the words❣️
Ulfat...
