Kabhi
Kabhi bohot cute ho kabhi dimag ghuma deti ho
Par fir bhi tumhari har baat
Samajhta houn
Shayad hi koi pal asa hota hai
Jaha meine tumhe yaad na kiya ho
Kash tumhara chera dekh
Paun
Un khobsurat ankho mein doob jana chahta hoon
Magar darta houn
Kahi mein tumhe kahi kho na doon
Isliye mein tumhe har roz mein tumhe Izhar karta rehta houn
©lifelesssoul
#kasth
1 posts-
lifelesssoul 31w