• murtaza_niyazi 38w

  Ghar sai door

  Izzat karo biwi ki
  kae kya hota hai ghar chod ana mehsos kia hai humnae

  wo bachpan ki yaadein
  wo dostu kae saath guzari lambhi ratein
  Wo galiyan, wo mashjid wo barsatein
  Yaad aati hai bht yaad aati hai
  ©murtaza_niyazi