Nateeja hain....
Utara hua chehre ka gawah hain,
Ki tujhe bhi kisi ka rang chada hain,
Yun hi tera rang thodi na utara hain,
Naa jaane , iss berang si jindagi mein ,
Tu kahaan hain,
Sunaa hain koin , tujhe ,mujhsa nahi mila hain,
Yeh sab teri unhi galtiyon ka nateeja hain.
Sab unn galtiyon kaa nateeja hain...