• queen013 14w

  Hum ushki gunha pe parda daalte gaye .....
  Wo hum pe ilzaam lagate gaya......
  Dard-e-ishq ki kahani kuch yun ho gayi hamare bicche....
  Be waja ilzamo se hum zalil hote gaye.....
  Aur koi tha Jo lakh gunhaon k baad v begunha bann k zaalim-e-ishq k kabje se reha ho gaya.....
  ©queen013